Advertisement

As Rajesh Khanna once said…

Here are some of the most memorable lines that the superstar had said in his trademark style, which makes the man and enigma called Rajesh Khanna immortal.

Zeenews bureau
Even though iconic actor Rajesh Khanna is no more with us, his lines, the dialogues that made him the star that he was, will always remain etched in our minds. The actor, who has acted in more than 100 films, has mouthed some really memorable lines in his films, which till date are used by all of us. Here are some of the most memorable lines that the superstar had said in his trademark style, which makes the man and enigma called Rajesh Khanna immortal. Babumoshai, hum toh rangmanch ki kathputliyan hain jiski dor uss upar wale ke haathon main hai. Kab, kaun, kaise uthega ye koi nahin janta. – Anand Main marne se pehle marna nahin chahta – Safar Pushpa, mujhse ye aansu nahi dekhe jaate, I hate tears - Amar Prem Kisi badi khushi ke intezaar mein hum yeh chote chote khushiyoon ke mauke kho dete hain- Bawarchi Maine tera namak khaaya hai, isliye teri nazron mein namak haraam zaroor hun. Lekin jisne yeh namak banaya hai, uski nazron main namak haraam nahi hun.- Namak Haram Zindagi badi honi chahiye, lambi nahi- Anand Insaan Ko Dil De, Jism De, Dimaage De, Lekin Yeh Kambakhht Pet Mat De, Jab Pet Deta Hai, Toh Usse Bhook Mat De- Roti Fans kya hotein hain, mujhse poocho... Hawa badal sakti hai lekin fans hamesha mere rahenge... Mere fans mujhse koi nahi chheen sakta- Havell’s Fan advertisement Which one was your favourite? Share with us!