7 Iconic Dialogues From Laila Majnu

(All images credit- IMDb)

Jivisha Shrivastav
Jan 09, 2025

1.)

“Tujhe kya lagta hai ye hum kar rahe hain? Hamari kahaani likhi hui hai. Aur ye duniya kya ye duniya ke log bhi ya hum khud bhi usse nahin badal sakte.”

2.)

“Bahot mehnat karta hoon smart banne ke liye. Shakal acchi nahi hai na.”

3.)

“Ta umar zinda rahega ishq humara, har ek ishq ke afsane mein zikr hoga mera ya tumhara.”

4.)

“Toh nikal padenge apne pahadon ki peeche wali duniya mein, waha nadi kinaare ek chota sa ghar banayenge. Main lakdiya kaat ke launga tu khana banayegi. Sukoon se rahenge.”

5.)

“Intezzar, lamba intezaar bas thoda aur intezzar, divorce ka intezaar, iddat ka intezaar. Saamne khadi hai phir bhi intezaar. Bas intezaar, yeh intezaar pagal kar dega mujhe.”

6.)

“Jaa main nahi aata, ab tu hi dhund mujhe.”

7.)

“Pyar ka problem kya hai na ki jab tak us main pagalpan na ho...Woh pyaar hi nahin.”

VIEW ALL

Read Next Story