New Delhi: One of the most beloved actors of Bollywood, Amitabh Bachchan turns 75 today. The actor has a career span of over four decades and continues to delight us with his time-to-time appearance in movies. 


COMMERCIAL BREAK
SCROLL TO CONTINUE READING

On his special day today, let's have a look at some of the best dialogues of Amitabh which will be etched in our hearts forever.


Don (1978): 'Don ka intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai' 


Kaalia (1981): 'Hum jaha khade ho jaate hai line wahin se shuru hoti hai'


Silsila (1981): 'Main aur meri tanhayi, aksar yeh baatein karte hai ... tum hoti toh kaisa hota ... tum yeh kehti, tum woh kehti, tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hasti ... tum hoti toh aaisa hota, tum hoti toh waisa hota ... main aur meri tanhayi, aksar yeh baatein karte hai'


Sharaabi (1984): 'Aaj itni bhi maisir nahi maikhane mein ... jitni hum chhod diya karte the paimane mein'


Agneepath (1990): 'Vijay Dinanath Chauhan ... poora naam'


Sholay (1975): 'Tumhara naam kya hai Basanti?'


Shahenshah (1988): 'Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.'


Laawaris (1981): 'Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa.'


Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001): 'Paisa toh har koi kama leta hai ... lekin izzat kamana sabke bas ki baat nahi', 'Keh diya na ... bas keh diya!'


Pink (2016): "These boys must realise..no ka matlab no hota hai. Use bolne wali ladki koi parichit ho, friend ho, girlfriend ho, koi sex worker ho ya aapki apni biwi hi kyu na ho,'no means 'no' and when someone says so, you stop"