New Delhi: Ahead of the Independence Day, Union Minister Prakash Javadekar launched a new patriotic song titled 'Watan' celebrating the essence of New India. It has been produced by Doordarshan.


COMMERCIAL BREAK
SCROLL TO CONTINUE READING

The song is sung by Javed Ali and lyrics are penned by Aalok Shrivastav. The music is composed by Dushyant. The song has been beautifully shot and will ignite your patriotic passion.


Watch it here:



The track pays a tribute to the nation and especially it touches upon the essence of New India.


Here are the complete lyrics of our new patriotic song 'Watan':


Mathe Pe Tere Chand Ka Tika Lagaenge


Ankhon Mein Tere Khwab Ke Taare Sajaenge


Hothon pe tere pyaar ke nagme khilaenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge, sajaenge...


(Sujalam suphalam malayaja sheetalam


Shasyashyamalam maataram, vande maataram, vande maataram)


Kadme pe tere saat gagan hum jhukaenge


Kandhe pe tere jeet ka parcham sajaenge


Gaalo pe tere shaurya ki laali rachaenge


 


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge


Ab tak jo na hua hai vo ab kar dikhaenge


Ankhon pe teri dhoor ka chashmah lagaenge


Sari hado ke paar tujhe hum dikhaenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge


Mitti ka teri mitke bhi karza chukaenge


Mastak ye tera garv se uncha uthaege


Agey he agey hum tujhe tujhe aisa badaenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa saajenge


Tu dekhna Watan tujhe kaisa sajaenge, sajenge


Kaisa Sajaenge...


Jai Hind!