A Puja concludes after the Aarti is sung. And the Aarti helps you in singing the glory of the Almighty and surrendering yourself at the divine’s feet. This Ganesha Chaturthi, experience the power of the mighty lord by singing the Aarti with devotion and love.


Check out the lyrics od Ganesha Aarti here:


COMMERCIAL BREAK
SCROLL TO CONTINUE READING

Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha Deva


Mata Jaki Parvati Pitah Mahadeva


Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha Deva


Mata Jaki Parvati Pitah Mahadeva


 


Ek dant daya want char bhuja dhari (2)


Mathe par Tilak sohe mushak ki sawari (2)


Pan chadhe phool chadhe aur chadhe meva (2)


Laduan ka bhog lage sant kare seva (2)


 


Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha Deva


Mata Jaki Parvati Pitah Mahadeva


Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha Deva


Mata Jaki Parvati Pitah Mahadeva


 


Andhe ko aankh det kodhin ko kaya (2)


Bajhan ko purta det nirdhan ko maya (2)


Surya Shaam Sharan aye safal kije sewa (2)


Mata Jaki Parvati Pitah Mahadeva (2)


 


Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha Deva


Mata Jaki Parvati Pitah Mahadeva


Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha Deva


Mata Jaki Parvati Pitah Mahadeva


Here’s wishing one and all a very Happy Ganesha Chaturthi.