New Delhi: The King of romance, Shah Rukh Khan turns a year older today and on his special day, we thought of going down the memory lane. SRK has an ocean of fan base across the globe, who simply adore him not just for the megastar status he enjoys but also for his humbleness and warmth. Today, on Shah Rukh Khan's 57th Birthday, check out some of his most popular dialogues that redefine love:


Dilwale Dulhaniya Le Jayenge


COMMERCIAL BREAK
SCROLL TO CONTINUE READING


Bade bade deshron mein aisi chhoti chhoti baatien hoti rehti hai…Senorita!


Baazigar


Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna padta hai. Aur haar ke jeetne waale ko baazigar kehte hai…


Duplicate


Baimaani ka dhanda bhi main imaandari se karta hu


Kuch Kuch Hota Hai



Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai. Aur… pyaar ek baar hi hota hai…


Baadshah


Kabhi kabhi dil jodne ke liye dil todna padta hai, aur dil todkar jodne waale ko pata nahi kya kehte hai…


Kabhi Khushi Kabhie Gham...


Zindagi main kuch banna ho, kuch hasil karna ho, kuch jeetna ho, toh hamesha apne dil ki suno. Aur agar dil se bhi koi awaz na aaye, too apni aankhein band karke apni maa aur baba ka naam lo… Phir dekhna tum har manzil paa sakoge. Har mushkil aasan ho jayegi, jeet tumhari hogi, sirf tumhari!


Kal Ho Naa Ho



Aaj… aaj ek hasi aur baant lo, aaj ek dua aur maang lo, aaj ek ansoon aur pee lo, aaj ek zindagi aur jee lo, aaj ek sapna aur dekh lo. aaj … kya pata, kal ho naa ho…


Don - The chase begins


Don intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai lekin, Don ko pakadna mushkil hi nahi … na mumkin hai…


Om Shanti Om



Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho … toh poori kaynaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai…


Jab Tak Hai Jaan


Teri aankhon ki namkeen mastiyan, teri hasi ki beparwah gustakhiyan, teri zulfon ki lehrati angdaiyan, nahi bhoolunga main … jab tak hai jaan, jab tak hai jaan…


Ae Dil Hai Mushkil



Ek tarfa pyar ki taqat hi kuch aur hoti hai ... auron ke rishton ki tarah yeh do logon mein nahi bat'ti ... sirf mera haq hai ispe


Happy Happy Birthday, Shah Rukh!